Saturday, 31 March 2012

BAAN VE DAR PAR ROSHNI BHI SAR BASAR HONE KO HAI...........

BAAN VE DAR PAR ROSHNI BHI SAR BASAR HONE KO HAI
TERGI CHUTNE LAGI HAI LO SAHAR HONE KO HAI
DARD KE PAHELU SE NIKLE KAI ANVA NAYE
JAKHM KI BAKHYA GIRI AE CHARAH GAR HONE KO HAI,

BUJH GAYE HAI CHAHETO KE SILMILATE DIP SAB
AAYINE KI DIL KASI SARFE NAJAR HONE KO HAI
CHADARO PAR BEKASI KI TIKH DIYA KIS ME SIKVAT
SASAR GAM ME INTHA KHER HONE KO HAI,

JABTE GAM KE DAR MIYA HARFE HAJI HAI JALVA GAR
MASLA MERI ANA KA AAJ SAR HONE KO HAI
MUNHADAM HO JAYEGA RISHTO KA KA KASRE DILNASHI
ZINDGANI KA SAFAR AB MUHTSAR HONE KO HAI
TUT NA JAYE KAHI RISHTE JAFAR IKHLAS KE
RAHEJAN SE IS DOR KA JAB RAHEBAR HONE KO HAI !!

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More