google engage.........
13 years ago
shayari,sms,kavita,funny sms,sad sms,love poems,sad love poems,urdu gazals,gazals
Pyar wo hame bepana kar gaye Fir zindagi mein hamko tanha kar gaye Chahat thi unke ishq mein fanna hone ki Par woh lout kar aane ko bi mana kar gaye !!
Sari duniya se ham anjaan bane unke liye Hamse wahi ab anjaan bane bathe hai Yeh dil ab aur intzaar mat kar Lagta hai woh kisi aur ke mehman banye bathe hai !!
Koi kehta hai pyaar nasha ban jata hai…. Koi kehta hai pyaar saza ban jata hai…. Par pyaar karo agar sachche dil se…. To wo pyaar hi jine ka waja ban jata hai..!!
Unhe ye shikaayat hai hamse ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain nasamajh hain wo kya jaane hame to har chehre me wahi nazar aate hain…
Dil ki awaz ko izhar kehte hai, Jhuki nigah ko ikarar kehte hai, Sirf paane ka naam ishq nahi, Kuch khone ko bhi pyaar kehte hain…
KHAFA BHI REHTE HAIN WAFA BHI KARTE HAIN, APNE PYAR KO WO BEYAN BHI KARTE HAIN, NA JANE KAISI NARAAZGI HAI UNKI HUMSE, KI HUME KHONA BHI CHAHTE HAIN AUR PANE KI DUAA BHI KARTE HAIN.
voh Pyaar Ka Sabut Dikhaya Karte Thhe, Aansu Baha Ke Hume Manaya Karte Thhe, Iss Zindagi Mein Sirf Aap Se Wasta Hai, Wo Aksar Hamein Bataya Karte Thhe, Tab Zindagi Mein Sone Ki Fursat Kise Thhi, Woh Hume Saari Raat Jagaya Karte Thhe, Bechaini Jab Had Se zyada Badh Jati Thhi, Tab Woh Jee Bhar Ke Gale Lagaya Karte Thhe, Woh Mohabbat Karne Wale Badal Gaye, Jo Har Baat Par “Meri Kasam” Khaya Karte Thhe...
ऐ यार तेरे बिना जिंदगी क्या हो गयी तू मुझसे दूर तो क्या गया मेरी हर खुसी अधूरी हो गयी महफ़िलो में रहेता है तू और मेरी महफिले तनहा हो गयी! हाथ पकड़ कर चलने का वादा इया था तुने साथ रहेने की कसमे खायी थी फिर क्यों तोड़ दिए वो वादे और तेरी कसमे क्या हो गयी ऐ यार तेरे बिना जिंदगी क्या हो गयी! ये आनधीया मेरी आँखों को चीरती है ये सूरज मुझे जलाता है अब तो ये अँधेरा भी जलाता है मुझे क्यों मेरी चांदनी मुझसे दूर हो गयी ऐ यार तेरे बिना जिंदगी क्या हो गयी! मेरी हालत पर लोग हस्ते है हर किसी की नजरे घूरती है मुझे दुनिया को ठोकरों में रखते थे हम आज हमारी जिंदगी उनकी ठोकरों में हो गयी ऐ यार तेरे बिना जिंदगी क्या हो गयी!